Hotho pe sachchai rahti hai
Jaha dil me safai rahti hai
Ham us desh ke vasi hai
Ham us desh ke vasi hai
Jis desh me ganga bahti hai
Hotho pe sachchai rahti hai
Jaha dil me safai rahti hai
Ham us desh ke vasi hai
Ham us desh ke vasi hai
Jis desh me ganga bahti hai
....
Mehema jo hamara hota hai
Vo jaan se pyara hota haiii
Mehama jo hamara hota hai
Vo jaan se pyara hota hai
Zyada ki nahi lalach hamko
Thode me guzara hota hai
Thode me guzara hota hai...
Bachcho ke liye jo dharti ma
Sadiyo se sabhi kucha sahti hai
Ham us desh ke vasi hai
Ham us desh ke vasi hai
Jis desh me ganga bahati hai
....
Kuch log jo zyada jante hai
Insan ko kam pahchante hai...
Kuch log jo zyada jante hai
Insan ko kam pahchante hai
Ye purab hai purabavaale
Har jaan ki kimat jante hai
Har jaan ki kimat jante hai...
Mil jul ke raho aur pyaar karo
Ek chiz yahi jo rahti hai
Ham us desh ke vasi hai
Ham us desh ke vasi hai
Jis desh me ganga bahti hai
....
Jo jisse mila sikha hamne
Gairo ko bhi apnaya hamne...
Jo jisse mila sikha hamne
Gairo ko bhi apnaya hamne
Matlab ke liye andhe hokar
Roti ko nahi puja hamne
Rooti ko nahi puja hamne..
Ab ham to kya sari dunia
Sari dunia se kahti hai
Ham us desh ke vasi hai
Ham us desh ke vasi hai
Jis desh me ganga bahti hai
Hotho pe sachchai rahti hai
Jaha dil me safai rahti hai
Ham us desh ke vasi hai
Ham us desh ke vasi hai
Jis desh me ganga bahti hai.