Saanson ko saanson mein dalne do zara
Hmmm ... hmmm ... la la la
Dheemi si dhadkan ko badne do zara
Lamho ki guzarish hai yeh
Paas aa jaaye
Hum ... hum tum
Tum ... hum tum
Aankhon mein humko utarne do zara
Baahon mein humko pighalne do zara
Lamho ki guzarish hai yeh
Paas aa jaaye
Hum ... hum tum
Tum ... hum tum
Saanson ko saanson mein dalne do zara
Salvatein kahin, karvatein kahin
Phail jaaye kajal bhi tera
Nazron mein ho guzarta hua
Khwaabon ka koi kafila
Jismon ko, roohon ko jale do zara
Sharm-o-haya ko machalne do zara
Lamho ki guzarish hai yeh
Paas aa jaaye
Hum ... hum tum
Tum ... hum tum
Saanson ko saanson mein dalne do zara
Chhu lo badan magar is tarah
Jaisa sureela saaz ho
Andhere chupe teri zulf mein
Kholo ke raat azaad ho
Aanchal ko seene se dhalne do zara
Shabnam ki boondein phisalne do zara
Lamho ki guzarish hai yeh
Paas aa jaaye
Hum ... hum tum
Tum ... hum tum
Saanson ko saanson mein dalne do zara
Baahon mein humko pighalne do zara
Lamho ki guzarish hai yeh
Paas aa jaaye
Hum ... hum tum
Tum ... hum tum
Hum ... hum tum
Tum ... hum tum